Quran Summary by Dr. Israr Ahmed ( Quran Tafseer by Dr. Israr Ahmed Summarized by Sumiya Sana)

 Short Summary of Quran: Quran ka Taruf (Introduction of Quran by Dr. Israr Ahmed)


Outline of Dr. Israr Ahmed's Lecture on Introduction of Quran:


Tanzeel or Inzeel
Quran kitny arsy mein nazil hua
Quran Hijaz mein Nazil hua
Quran ki Hifazat


1- Allah ka kalam aur uski Jumlat-e-Safaat:



2- Quran Arbi zubaan mein Nazil Hua:


Asal Quran Loh-e-Mehfoz mein hai, Hmary paas Mushaf-e-Usmaani hai:




3- Nabi SAW ki peshngui Toraat mein: " Main ink liye, inhii k bhaion mein sy teri manind aik nabi barpaa kerunga, aur apna kalam usk muo mein daalunga, aur jo kuch Main us sy kahunga, woi wo un sy kahyga" Deuteronomy 18th Chapter, 18th-19th Ayat



Words that are still in Bible: "Don't think I've come to destroy Mosaic Law"


5- Kalam-e-Ilahi ki 3 Soortain: 
•Ilham 
•Parday mein reh ker 
•Wahi ki Zariye


6- Tanzeel or Inzeel: 
Allah ny Quran Tanzeel ki shakal mein utara. Surah Furqan Ayat:32 "Hum ny ye islye kiya hai Nabi SAW k isk zariye sy apk dil ko thehrao ata kerain"


7- Nazool-e-Quran Time Period: 
610-632 CE  Quran shamsi aetbar sy 22 saal aur Qamri aitebar sy 23 saal k arsay mein nazil hua



8- Quran Kahan Nazil Hua?
Quran Hijaz mein nazil hua jis mein Makkah, Madinah, Taif k shehar shamil hain aur iski akhri tip smjh lein Tabook hai.



9- Quran ki Hifazat:
Allah ny Quran ki Hifazat ka zima khud liya hai " Hum ny hi ye Quran Nazil kiya hai aur Hum hi iski hifazat krny walay hain"

You can also watch a detailed video on my YouTube Channel. The link is given below:

https://youtu.be/rXGZXy7Lt-E?feature=shared




















Comments

Popular posts from this blog

Partition by W.H Auden

Jungle Jim by Muneeza Shamsie ( Pakistani Literature )

Modern Poetry: In Praise of Limestone by WH Auden