Tafseer Surah Fatiha - Surah Fatiha Tafseer by Dr.Israr Ahmed- Surah Fatiha Tafseer

 Bayan ul Quran by Dr. Israr Ahmed - Summary of Bayan ul Quran- Surah Fatiha Tafseer Summary + Surah Fatiha Translation in Urdu


Intro of Surah Fatiha by Dr. Israr Ahmed
1st complete surah, different names 
7 aayaat lekin tarteeb peh ikhtilaf
Hanfi, Shafi, Imam Malik
Quran ka falsfa
Insan 2 aqaid peh khd pohnch jata
Ab in aqaid k bad ye dua krta, Surah Fatiha, Soch
Rehman aur Raheem ka mtlb


Main outline of Surah Fatiha:


Surah Fatiha Mushaf k aetbar sy pehli surah
Nuzool k hisab sy bhi Surah Fatiha pehli surah jo mukamal nazil hui


1- Al-Fatiha (most common name) 2- Al-Kafia
3- Al-Shafia 4- Umm-ul-Quran
5- Asas-ul-Quran

Aik raaye Imam Shafi etc. ki k ayat e bismillah b surah fatiha mein shamil hai, uska juzz hai, wo shamil phir total 7 aayaat. Akhri aayaat jinhein hm 2 smjhty, wo unk liye aik hi hai “Siratalazeena …….. Zaleeen”
Imam Abu Hanifa aur koofay k jo quraat hein unka ye man’na k bismillah na Surah Fatiha ka hissa na kisi aur ka. Ye bs alamat hai k yahan sy new surah start horehi.


1- Imam Hanfi: Imam k peechy khary, kisi bhi rakat mein surah fatiha ni parhyngy 
2- Imam Shafi: Her haal mein parhni chahye surah fatiha, Imam chahy buland awaz mein parha reha ho chahy jesy bhi..
3- Imam Malik: Jo sinwi rakat hai jis mein imam khamoshi sy parh reha ho tou hmy b imam k peechy khary khamoshi sy parhni chahye.. Jo jahri rakat hai jis mein imam buland awaz mein parh reha ho tou us mein hmy sari tawajah khamoshi sy sun’ny mein lgani chahye.
“Jb Quran parha jareha ho tou poori tawajah usk sun’ny peh markooz krdo, khud khamosh reho”
Dr. Israr ka itefaq bhi Imam Malik ki raaye peh.



Saleem-ul-Fitrat, Saleem-ul-Aqal ( 2 slamti shart hai)
Agr ye Salamat hun tou insan 2 aqaid peh khd pohnch jata


1- Is kainat ka 1 khaliq hai aur wo aik hi hai
2- Insan ki sirf yei zindgi ni hai balky aik aur zindgi bhi hai jis mein is duniya k amaal k nataij baramad hungy




Rehman aur Raheem dono Rehmat k maady sy nikly hain
Rehman➡️Is mein Allah ki rehmat ka josh hai, toofani kefiyat
Raheem➡️Is mein Allah ki rehmat ka tasalsul hai


اَلْحَمْدُ لِلّٰهِ رَبِّ الْعٰلَمِیْنَ
Hamd → Tareef + Shukar Rabb ka
Tamam tareefain aur kul shukar sirf Allah ka hai jo tmam jahano ka Rabb hai”


ٰلِكِ یَوْمِ الدِّیْنِ
Malik hai Hisab k Din ka


اِیَّاكَ نَعْبُدُ وَ اِیَّاكَ نَسْتَعِیْنُ
Teri hi ibadat krty, aur tujhi sy madad mangty





“Kul shukar us Allah ka Jis ny hmain yahan tk pohncha diya (hidayat di yahan tk). Aur hum hargiz yahan na pohnch paaty, hidayat yafta na hoskty, agr Allah hmain hidayat na deta”


 ِرَاطَ الَّذِیْنَ اَنْعَمْتَ عَلَیْهِمْ
Rastah un logon ka jin peh tera inam hua


غَیْرِ الْمَغْضُوْبِ عَلَیْهِمْ
Jinpe tera ghazb ni hua 
Bari misaal Yahoodi

وَ لَا الضَّآلِّیْنَ
Aur na hi jo gumrah huay
Bari misaal Isaai


Hadees about Surah Fatiha: "Mai ny namaz ko apny aur apny bandy k drmiyan adha adha taqseem krliya. Uska nisf meray liye hai aur nisf meray bndy k liye. Aur jo meray bandy ny mjhse maanga Mai usy dunga ye mera wada hai”

1- Allah frmata mery bndy ny meri hamd byan ki اَلْحَمْدُ لِلّٰهِ رَبِّ الْعٰلَمِیْنَ
2- Allah frmata mery bndy ny meri sanaa byan ki الرَّحْمٰنِ الرَّحِیْمِ
3- Allah frmata mery bndy ny meri tamjed byan ki مٰلِكِ یَوْمِ الدِّیْنِ

اِیَّاكَ نَعْبُدُ وَ اِیَّاكَ نَسْتَعِیْنُ
Drmyan ki ye ayat Allah sy ehd hai, smjh lijiye Handshake hai


Surah Fatiha aur Tarazu k 2 palry ki misal.























Comments

Popular posts from this blog

Partition by W.H Auden

Jungle Jim by Muneeza Shamsie ( Pakistani Literature )

Digging by Seamus Heaney ( Modern Poetry )