Posts

Showing posts from March, 2025

Tafseer Surah Fatiha - Surah Fatiha Tafseer by Dr.Israr Ahmed- Surah Fatiha Tafseer

Image
  Bayan ul Quran by Dr. Israr Ahmed - Summary of Bayan ul Quran- Surah Fatiha Tafseer Summary + Surah Fatiha Translation in Urdu Intro of Surah Fatiha by Dr. Israr Ahmed 1st complete surah, different names  7 aayaat lekin tarteeb peh ikhtilaf Hanfi, Shafi, Imam Malik Quran ka falsfa Insan 2 aqaid peh khd pohnch jata Ab in aqaid k bad ye dua krta, Surah Fatiha, Soch Rehman aur Raheem ka mtlb Main outline of Surah Fatiha: Surah Fatiha Mushaf k aetbar sy pehli surah Nuzool k hisab sy bhi Surah Fatiha pehli surah jo mukamal nazil hui 1- Al-Fatiha (most common name) 2- Al-Kafia 3- Al-Shafia 4- Umm-ul-Quran 5- Asas-ul-Quran Aik raaye Imam Shafi etc. ki k ayat e bismillah b surah fatiha mein shamil hai, uska juzz hai, wo shamil phir total 7 aayaat. Akhri aayaat jinhein hm 2 smjhty, wo unk liye aik hi hai “Siratalazeena …….. Zaleeen” Imam Abu Hanifa aur koofay k jo quraat hein unka ye man’na k bismillah na Surah Fatiha ka hissa na ...

Quran Summary by Dr. Israr Ahmed ( Quran Tafseer by Dr. Israr Ahmed Summarized by Sumiya Sana)

Image
  Short Summary of Quran: Quran ka Taruf (Introduction of Quran by Dr. Israr Ahmed) Outline of Dr. Israr Ahmed's Lecture on Introduction of Quran: Tanzeel or Inzeel Quran kitny arsy mein nazil hua Quran Hijaz mein Nazil hua Quran ki Hifazat 1- Allah ka kalam aur uski Jumlat-e-Safaat: 2- Quran Arbi zubaan mein Nazil Hua: Asal Quran Loh-e-Mehfoz mein hai, Hmary paas Mushaf-e-Usmaani hai: 3- Nabi SAW ki peshngui Toraat mein: " Main ink liye, inhii k bhaion mein sy teri manind aik nabi barpaa kerunga, aur apna kalam usk muo mein daalunga, aur jo kuch Main us sy kahunga, woi wo un sy kahyga" Deuteronomy 18th Chapter, 18th-19th Ayat Words that are still in Bible: "Don't think I've come to destroy Mosaic Law" 5- Kalam-e-Ilahi ki 3 Soortain:  •Ilham  •Parday mein reh ker  •Wahi ki Zariye 6- Tanzeel or Inzeel:  Allah ny Quran Tanzeel ki shakal mein utara. Surah Furqan Ayat:32 "Hum ny ye islye kiya hai Nabi SAW k isk zariye sy apk dil ko thehrao ata kerain...